This is my Mehfil where you can find extract from different urdu books, interviews and shows.
…
continue reading
Dil, deedar, Ishq ke alfaaz, har khwaab kiya bayaan, ummda hai sher-o-shaiyari ke andaaz. Pesh karte hain Mehfil e Manzumaat, shayaron ki mehfil ka lutf abb aapke phone par! Keh gaye Ghalib ki Dil ko behlaane ke liye yeh khayaal bhi accha hai, aapke khwaabon ko lafz de gaye hain kaafi mashoor shaayar! Suniye aapke jazbaat aur unke alfaaz, sirf aur sirf Mehfil E Manzumaat. Sher-o-shaiyari se bhale hi aapka ho faasla, inn faaslo ko mitaane aaye hai miyan Talha. Urdu ka jaadu aur shaayaron ki k ...
…
continue reading
Duniya main hun duniya ka talbgaar nahi hun..Bazar se guzra hun khareedar nahi hun. Mehfil Saj Chuki Hai... Aaiyega Zaroor!Di MnM Spodlight
…
continue reading
Bekal Bekal Rehte Ho Par Mehfil Ke Adab Ke Sath,Aankh Chura Kar Dekh Bhi Lete Ho Bhole Bhi Ban Jaate Ho. Ibn-e-Insha with Shweta Singh.Di MnM Spodlight
…
continue reading
Ishq ne ghalib nikamma kar diya, Warna ham bhi aadmi thy kaam ke, Khat likhenge garchey matlab kuch na ho, Ham to aashiq hain tumhare naam ke.Di MnM Spodlight
…
continue reading
Unke dekhe se jo ajati hai muh pe raunaq, Woh samjhte hain ke beemar ka haal Accha hai. Mehfil e Manzumaat Season 02 Episode 12 - Rukhsar RehmanDi MnM Spodlight
…
continue reading
Nigahein is qadar qatil ke uff uff, Adaein is qadar piyari ke taubah. Mehfil e Manzumaat Season 02 Episode 11 - AdaaDi MnM Spodlight
…
continue reading
Jis kaam ko jahan main tu aaya tha aye nazeer, Khana kharab tujhse wohi kaam reh gya. Suniye Dosti par likhe gaye Shayari Mehfil e Manzumaat Season 2 ke naye episode mein!Di MnM Spodlight
…
continue reading
Us ke hathon se jo khushboo-e-hina aati hai, Aisa lagta hai ki jannat se hawa aati hai.Di MnM Spodlight
…
continue reading
Zindagi par kitab likhenge Usme sarey hisab likhenge Pyaar ko waqt guzari likh kar Chahaton ko azab likhengeDi MnM Spodlight
…
continue reading
Boycott - Aaj kal bhut se log bhut see cheezon ka boycott ker rehe hain or social media per aisi posts ki bhut bharmaar hai. Kiya humen boycott kerna chaye?Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Dekho is duniya daari main main dost purana bhool gya Mujhe phone lagana tha tumko main phone lagana bhool gya Mehfil e Manzumaat Season 02 Episode 07 - Dosti - Mehfil saj chuki hai.Di MnM Spodlight
…
continue reading
Kisi ke shahi dastarkhwaan ki khushboo se kya lena Jo khud gul hon unhe guldaan ki khushboo se kya lena Ye roti ki hi ek khushboo ko bas khushboo samjhte hain Ghareebon ko miyan loban ki khushboo se kya lena Mehfil e Manzumaat Season 02 Episode 06 - Khushboo - Mehfil saj chuki hai.Di MnM Spodlight
…
continue reading
Rukh se utha naqab jo deedar hogya In surkh rukhsaaron se tere pyar hogya Mehfil e Manzumaat Season 02 Episode 05 - Gulabi Ruksaar - Mehfil saj chuki hai. Mehfil Saj Chuki Hai... Aaiyega Zaroor!Di MnM Spodlight
…
continue reading
Aankhon se aankhein takraein, aisa dil pe waar huss... Baat labon pe aana saki par aankhon se iqrar hua… Suniye Aankhon par likhe gaye shayari Mehfil e Manzumaat Season 2 ke naye episode mein! Episode 04 - Surmagiin Aankhein Mehfil Saj Chuki Hai... Aaiyega Zaroor!Di MnM Spodlight
…
continue reading
Ibn e Insha jee ki kitab " Ibn e Batuta k tàqub men " se aik dilchasp iqtebass jis ka unwan hai" Woh bhi kheriyat se hain, hum bhi". London men Ibn e insha, apni Jameel uddin Aalee sahib se mulqat ka hal biyan ker rehe hain.Pasand aye tu batyen.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Ibn e Insha ki kitab Ibn e Batota k Tàqub men se aik iqtebass" Hum bhi monh men zuban rakhte hain."Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Hum aaj bhut udhas hain or abhi abhi ju afsana likha hai woh hum ne aap ko suna diya hai.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Baat aagyi hai lab pe to phir bol dijiye… Jitney bhi raaz dafn hai sab khol lijiye… Suniye Lab par likhe gaye Shayari Mehfil e Manzumaat Season 2 ke naye episode mein! Episode 03 - Lab-e-Nazuk Mehfil Saj Chuki Hai... Aaiyega Zaroor!Di MnM Spodlight
…
continue reading
Ye zulf jo chai hai ghata ban ke tumhari… Ek roz baras jao hame aashna kar do… Suniye 'ZULF' par Shayaron ke likhe gaye aise kayi Ghazal aur jaaniye unke maayne... Sirf Mehfil e Manzumaat Season 2 ke naye episode par! Mehfil saj chuki hai... aaiyega zaroor.Di MnM Spodlight
…
continue reading
Meer taqi meer ho, ya ho Dagh Dehlvi Sabko nahin samajh aati baat nadaan se dil ki. Kehte hai Moradabadi, simte toh dil-e-aashiq, phaile toh zamana hai Aakhir dil ke intehaan se kon Bach pata hai? In dil ke hakeemon se maula panah dede... Ya hamko sahi karde ya unko saza dede... Pesh karte Hain - Mehfil e Manzumaat Season 02 Episode 01 - Dil-ae-nad…
…
continue reading
Aik tehreer- " Mai ne apni Maa ko Qatra Qatra pighaltay dekha" By Dr. Tahira KazmiDi Faryal Siddiqi
…
continue reading
Aik mazmoon Mustansar Husain Tarer ki kitab " Be izati khrab" se. Umeed hai pasand aye gaDi Faryal Siddiqi
…
continue reading
Bakra eid k saath bakron ki amad amad hai. aik teekhi tehreer aap sab ki nazr. Tanqeed or tareef aap ka haq hai.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Makateeb Dr Mohammad Hamidullah ba naam Mohammad Tufail ki 4th episode : Maktoob Aleh -Mohammad Tufail Yeh qist Mohammad Tufail sahib ( Hamre Papajan ) k bare men hai. Umeed hai app ko pasand aye gee.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Hamarey qalam se...Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Ibne Insha ki kitab " Hum Se Kiya Pardah se aik iqtebass " Waise Tu Hum Kheryat Se Hain".Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Ibn e Insha jee ki kitab " Urdu ki Akhri kitab se aik iqtebaas " Chand Manzir e Qudrat" paish e khidmat hai.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Ata ul Haq Qasmi ki kitab " Attayey" se aik iqtebass. Iss kitab ka phela edition 1982 men sha'ya hua tha. Musanif ne bhut khoobsurti se apni baat kahi hai ju aaj itne saal guzr jane per bhi sachee maloom deti hai or hum sab ab bhi ussi dorahey per khare hain. Aik teekhi, or ba mani tehreer. Umeed kerti hun app ko pasand aye gee.…
…
continue reading
Shoukat Thanwi ka aik mazmoon " Susralee Ristedar"Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Freedom of choice ya God's will? Vaccination k hawaley se 4th or last qist hazir e khidmat hai. Umeed hai ap ko pasand aye gee . Please follow me for new upcoming topics. Thank you.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Vaccination k side effect kiya hain? Vaccination k bare men aik discussion jis ki teesri qist hazir khidmat hai.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Covid ki vaccination lagwana kyun itna important hai or is ki Kiya safety hai? Aik or ahem sawal k saath dosri qist hazir hai.Mokhtelif shobon se taluq rakhne wale orDuniya k mokhtelif regions men rehne wale hamre doston k saath aik discussion.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Covid ki vaccination k hawaly se hum bhut se rumors or myths sun rahee hain jis ki wajah se bhut se log vaccination nhi lagwana chahtey. Aik discussion jis ki Pheli episode hazir hai. Umeed hai k app ko pasand aye gee.Please follow me for the next upcoming episodes. Thanks.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Aaj phir kisi baat ne qalam uthane per majboor ker diya. Firqabandi, tafaruqaat, baradri system, zaat paat k jor tor, in hee sab se mil ker bana hai hamara ajj ka moashra. Aik kawish hai, umeed kerti hun k i aap itefaq e raye karen ge.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Two articles from the book of Ibn e Insha " Urdu ki akhri Kitaab"-Itefaq Men Barkat Hai- Sikandar e AzamDi Faryal Siddiqi
…
continue reading
The 8th of March- Women's groups all around the world marked this special day to let all women know that they are important, appreciated, and deserve to be respected, no matter who they are, whether they are working or not, their nationality, race or religion. This is the day that marks the struggle of all women who are brave to involve themselves …
…
continue reading
Maa or baap duniya se chale jate hain laikin woh hamare ander hamesha zinda rehte hain. Dukh k stages hute hain. or jab hum un stages se guzrte hain tu kaisa feel kerte hain. Aik choti se tehreer.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
1
Lockdown Part- 3 (Last)
1:04:11
1:04:11
Riproduci in seguito
Riproduci in seguito
Liste
Like
Like aggiunto
1:04:11
Here is the third and last part of our talk show. Hope you will like and appreciate our participants' views. I am sharing also written answer to my questions of a friend from the USA, Nadia Ahsan.3. What did I learn from the pandemic and lockdown? Definitely thanking Allah for all His blessings. You learn to appreciate all His blessings even more. …
…
continue reading
An interesting talk show between people of different ages and from different countries of the world: Canada( Montreal), France- Paris, UK ( Wales), (Pakistan - Karachi & Lahore )and USA (Boston). The talk show was very long so I have divided it into 3 parts.I am sharing also written answer to my question no.2 of Nadia from the USA who was unable to…
…
continue reading
An interesting talk show between people of different ages and from different countries of the world. The talk show was very long so I have divided it into 3 parts. I am sharing also written answer to my question of Nadia from the USA who was unable to participate in the show. Introduction: My name is Nadia. I live in Massachusetts, USA.1. Covid-19 …
…
continue reading
Arrange marriage per aik tehreer.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Eid k Din k Hawley se aik tehreerDi Faryal Siddiqi
…
continue reading
Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Hamari aik choti see kawish.Hamari society men achey or bure dono tarah k rasm o riwaj hain. Faisla hamara or aap ka hai k waqyee woh kerna zarori hain ya nhi.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Death is a part of life. What do you learn with the life and death of your loved ones? It can be very hard to cope after the loss of a loved one. How to overcome our loss and grief? Discussing the matter with people of different ages.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Zindagee kiya hai or mout ki haqeeqat kiya hai. Aik tajziya humari nazar men..Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
What is a mixed marriage or interracial marriage? It is a bond of marriage between two people of different races and cultures. Discussing the matter with different people with different age group.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
A discussion in Urdu about why we do not want to socialise in other societies and cultures different than us. How to make ourselves tolerant towards others.Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Safarnama "Tenerife" ki teesri or akhri qistDi Faryal Siddiqi
…
continue reading
Safarnama "Tenerife"( Canary Islands) - Episode no 2Di Faryal Siddiqi
…
continue reading
Tenerife ( Canary Islands) ka safarnama ka phela hissa,Di Faryal Siddiqi
…
continue reading